Lipatta Hoon Main Jab Usse Lyrics - Bhupinder Singh, Mitali Singh

Lipatta Hoon Main Jab Usse lyrics, the song is sung by Bhupinder Singh, Mitali Singh from Ek Aarzoo (2004). The music of Lipatta Hoon Main Jab Usse Ghazal track is composed by Ravi Pawar while the lyrics are penned by .

Lipatta hoon main jab usse
Juda kuchh aur hota hain
Lipatta hoon main jab usse
Juda kuchh aur hota hain
Manata hoon main jab usko
Manata hoon main jab usko
Khafa kuch aur hota hain
Lipatta hoon main jab usse
Juda kuchh aur hota hain
Lipatta hoon

Na kuchh matlab azano se
Na pabandi namazo ki
Na kuchh matlab azano se
Na pabandi namazo ki
Muhobbat karne walo ka
Muhobbat karne walo ka
Khuda kuchh aur hota hain
Manata hoon main jab usko
Manata hoon main jab usko
Khafa kuch aur hota hain
Lipatta hoon main jab usse
Juda kuchh aur hota hain
Lipatta hoon

bharatlyrics.com

Meri deewangi
Ab intehaai had ko chhuti hain
Meri deewangi
Ab intehaai had ko chhuti hain
Bujaati hoon main jab kuchh bhi
Bujaati hoon main jab kuchh bhi
Jala kuchh aur hota hain
Manata hoon main jab usko
Manata hoon main jab usko
Khafa kuch aur hota hain
Lipatta hoon main jab usse
Juda kuchh aur hota hain
Lipatta hoon

Ujala bhi koi jo maangate hain
Unse ye kehado
Ujala bhi koi jo maangate hain
Unse ye kehado
Ke andhere mein jeene ka
Ke andhere mein jeene ka
Maza kuchh aur hota hain
Manata hoon main jab usko
Manata hoon main jab usko
Khafa kuch aur hota hain
Lipatta hoon main jab usse
Juda kuchh aur hota hain
Lipatta hoon.

Lipatta Hoon Main Jab Usse Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download