Janam Liyo Lalna Lyrics - Asha Bhosle

Janam Liyo Lalna lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Godaan (1963). The music of Janam Liyo Lalna Happy track is composed by Pandit Ravi Shankar while the lyrics are penned by Anjaan.

Janam liyo lalna ke chand more
Angana utar aayo ho
Janam liyo lalna ke chand more
Angana utar aayo ho utar aayo ho
Mili mili sakhi sab mangal git
Aaj gawhi ho ho gawhi ho
Jiye mora lal hey lakh baris
Ashish sunawe rahi ho
Janam liyo lalna ke chand more
Angana utar aayo ho utar aayo ho

Lalan man bhawan
Suratiya suhawani
Rakhi sukh pawehi ho
Dhan ghan bahg safal gayi sadh
Aanand manawe hi ho
Janam liyo lalna ke chand more
Angana utar aayo ho utar aayo ho

bharatlyrics.com

Aayo naya pehunaki
Saz bhayo sapna mein
Ram gun gawehi ho
Bali gayi jau main
Kajra lagau main
Nazar se bachawahu
Janam liyo lalna ke chand more
Angana utar aayo ho utar aayo ho
Janam liyo lalna ke chand more
Angana utar aayo ho.

Janam Liyo Lalna Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download