Jawan Hai Mohabbat Lyrics - Noor Jehan

Jawan Hai Mohabbat lyrics, the song is sung by Noor Jehan from Anmol Ghadi (1946). Jawan Hai Mohabbat Love soundtrack was composed by Naushad Ali with lyrics written by Tanvir Naqvi.

Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne
khushi Ka khazana
Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne
khushi Ka khazana

bharatlyrics.com

Mohabbat kare khush
Rahen muskuraayen
Khush rahen muskuraayen
Mohabbat kare khush
Rahen muskuraayen
Khush rahen muskuraayen
Na soche hamen kya
Kahega zamana
kya Kahega zamana
Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne
khushi Ka khazana

Abhi tak mujhe yaad
hai wo Kahaani
Yaad hai wo kahaani
Abhi tak mujhe yaad
hai wo Kahaani
Yaad hai wo kahaani
Na bhoolegaa bachpan ka
Rangeen zamana
Haan rangeen zamana
Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne khushi
Ka khazana

Yahaan aankhon aankhon
Mein baaten huyi hain
Yahaan aankhon aankhon
Mein baaten huyi hain
Kisine na dekha
kisine na Jana
Haan kisine na Jana
Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne
khushi Ka khazana

Tum aaye ke bachapan
Meraa laut aaya Laut aaya
Tum aaye ke bachapan
Meraa laut aaya Laut aaya
Milaa hai mujhe
zindagi ka Bahana
Zindagi ka Bahana
Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne
khushi Ka khazana.

Jawan Hai Mohabbat Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download