Jee Chahata Hain Lyrics - Anuradha Paudwal, Vinod Sehgal

Jee Chahata Hain lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Vinod Sehgal from Sone Ki Zanjeer (1992). The music of Jee Chahata Hain Romantic track is composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav while the lyrics are penned by Sameer.

Ishq ne aisa jadu dala
Sud budh yun bisrayi
Ranjha ranjha kehte kehte
Heer bhi ranjha hoi
Chain gavaya neend gavayi
Aag jiya mein lagai
Jaise mile paani se paani
Prar mein aise koi
Prar mein aise koi

bharatlyrics.com

Sajna sajna sajna sajna sajna
Jee chahata hain
Tere itne karib aau
Jee chahata hain
Tere itne karib aau
Mujhe tu na dekh paye
Tujhe main na dekh paau
Jee chahata hain
Tere itne karib aau
Mujhe tu na dekh paye
Tujhe main na dekh paau
Sajna sajna sajna sajna sajna

Pyar kya hain ye aaj hai jana
Sajna tujhko maine rab mana
Pyar kya hain ye aaj hai jana
Sajna tujhko maine rab mana
Tere dil mein jalu main ban ke diya
Teri puja karu main nis din piya
Meri mang ko main
Tere sindur se sajaau
Mujhe tu na dekh paye
Tujhe main na dekh paau
Mujhe tu na dekh paye
Tujhe main na dekh paau

Seep mein moti
Phool mein khushboo
Mere iss dil mien ab rahega tu
Seep mein moti
Phool mein khushboo
Mere iss dil mien ab rahega tu
Ek dujhe mein aaja kho jaaye hum
Do badan milke
Ek jaan ho jaaye hum
Aankhon mein tu basa ho
Palko ko jab chhupau
Mujhe tu na dekh paye
Tujhe main na dekh paau
Mujhe tu na dekh paye
Tujhe main na dekh paau

Iss zindagi ka matlab
Tune mujhe bataya
Iss zindagi ka matlab
Tune mujhe bataya
Soyi huyi thi dhadkan
Tune use jagaya
Yun ruth ke o sajni
Na jana door mujhse
Ek pal na jee sakunga
Hoke juda main tujhse
Aaja teri nazar ke
Saagar mein dub jaau
Mujhe tu na dekh paye
Tujhe main na dekh paau
Jee chahata hai
Tere itne karib aau
Mujhe tu na dekh paye
Tujhe main na dekh paau.

Jee Chahata Hain Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download