Jis Mitti Me Khel Rahe Hai Lyrics - Mohammed Rafi

Jis Mitti Me Khel Rahe Hai lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Maharani Padmini (1964). The music of Jis Mitti Me Khel Rahe Hai Happy track is composed by Sardar Malik while the lyrics are penned by Deena Nath Madhok (D. N. Madhok).

Shama parwane ke
Jalne pe hasa karti hai
Aap parwana bane
Shama ye wo dharti hai
Jis mitti me khel rahe hai
Bache rajashthani
Us mitti ki tumhe sunata hu
Mai amar kahani
Tute fute mandir hai ye
Unki yadgaro ke
Dur dur bajte the danke
Jinki talwaro ke

Bapa rawal rana sanda
Parithvi raj chohan
Jan pe khel gaye sab
Saha na bhumi ka apman
Jai bolo is bhumi ki
Jise jayi panna bai
Apna beta de kar jisne
Umar ki jan bachai
Ke ek sunaye ya
So so kahani
Sama bankar jal jal kaise
Jate the parwane

bharatlyrics.com

Yahi hui hai barso pahle
Ek padmini rani
Poonam ka chanda bharta tha
Jiske samne pani
Poonam ka chanda bharta tha
Jiske samne pani
Holi ke din holi kheli
Rahi thi wo uski man ki
Nach rahi thi banke radhika
Bich me ek mastani.

Jis Mitti Me Khel Rahe Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download