Jo Bhi Hua Hai Woh Pyaar Lyrics - Kishore Kumar

Jo Bhi Hua Hai Woh Pyaar lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Daulat Ke Dushman (1983). The music of Jo Bhi Hua Hai Woh Pyaar Masti track is composed by Rahul Dev Burman while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.

Jo bhi huya hai wo pyar mein huya hai
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar mein huya hai
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar mein huya hai
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar mein huya hai

bharatlyrics.com

Sah na saka main hazoor ki doori
Hey sah na saka main hazoor ki doori
Kya kahu aisi hai kya majburi
Jab se mile ho nazar mein khile ho
Arey ha lagta hai apna milan
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar mein huya hai

Main hoon ek bekas garib deewana
Hey main hoon ek bekas garib deewana
Tumne bhi mujhko nahi pehchana
Bade armano se laya hoon dekho
Arey ha ho ho pehli tamana ka ye nazrana
Aye gusa na karo
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar mein huya hai
Gusa na karo itna ab jane do na
Jo bhi huya hai wo pyar mein huya hai.

Jo Bhi Hua Hai Woh Pyaar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *