Jo Waqt Pe Kaam Aa Jaaye Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Jo Waqt Pe Kaam Aa Jaaye lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Farishta (1958). The music of Jo Waqt Pe Kaam Aa Jaaye Masti track is composed by Omkar Prasad Nayyar while the lyrics are penned by Qamar Jalalabadi.

Jo waqt pe kaam aa jaaye
Aji wahi sahaara achha hai
Gar buraa na maano arz karun
Motor se khataara achcha hai
Ham se baatein kar ne ko
Motor ka sahaara achha hai
Jahaan ladki dekhi phisal gaye
Yeh shauq tumhaara achha hai
Jo waqt pe kaam aa jaaye

Aaji ham to karte hain sewaa
Sewaa ka milta hai mewaa
Aa aaaa
Aji ham to karte hain sewaa
Sewaa ka milta hai mewaa
Kuch aur samajh baithhi ho tum
Qismat ka sitaara achcha hai
Hoy, ham se baatein karne ko
Motor ka sahaara achcha hai
Jahaan ladki dekhi phisal gaye
Yeh shauq tumhaara achha hai
Jo waqt pe kaam aa jaaye

bharatlyrics.com

Yeh mard khushaamad kartey hain
Aurat ka chamcha bantey hain
Aa aaaaa
Yeh mardkhushaamad kartey hain
Aurat kachamcha bantey hain
Chhakda aagey motor peechhey
Waah waah yeh nazaara achcha hai
Hoy, ham se baatein kar ne ko
Motor ka sahaara achcha hai
Jahaan ladki dekhi phisal gaye
Yeh shauq tumhaara achha hai
Jo waqt pe kaam aa jaaye

Mardon ke bina madam pyaari
Chalti nahin aurat ki gaadi
Aa aaaaa
Mardon ke bina madam pyaari
Chalti nahin aurat ki gaadi
Ek haath se taali bajti nahin.

Jo Waqt Pe Kaam Aa Jaaye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download