Jungle Hai Aadhi Raat Lyrics - Hema Sardesai

Jungle Hai Aadhi Raat lyrics, the song is sung by Hema Sardesai from Biwi No. 1 (1999). Jungle Hai Aadhi Raat Happy soundtrack was composed by Anu Malik, Kumar Sanu with lyrics written by Sameer.

Na na na na
Na na na na
Na na na na
Na na na na
Na na na
Na na na na

Na na na na
Na na na na
Na na na na
Na na na
Na na na na

Na na na na
Na na na na
Na na na na
Na na na
Na na na na

Na na na na
Na na na na
Na na na na
Na na na
Jungle hai aadhi raat hai

Lagne laga hai darr
Duniya ko bhool jaon
Kuch aisi baat karr
Jungle hai aadhi raat hai

Lagne laga hai darr
Duniya ko bhool jaon
Kuch aisi baat karr

bharatlyrics.com

Darne waali kya baat hai
Jab saath mein hai dilbar
Aaja meri baahon mein
Sojaa rakh ke sarr
Darne waali kya baat hai

Jab saath mein hai dilbar
Aaja meri baahon mein
Sojaa rakh ke sarr

Hai, jungle hai aadhi raat hai
Lagne laga hai darr

Aaja meri baahon mein
Sojaa rakh ke sarr…
Dil mein kya hoti hai

Hulchul

Beetabi chaayi hai

Pal pal

Gaalon ki rangat loon

Ley ley
O, main to yehi chaahati hoon

Tanhai ka aalam
Taare bhi soyee hain
Hum bhi ek duje ki
Chaahat mein khoye hain
Tanhai ka aalam

Taare bhi soyee hain
Hum bhi ek duje ki
Chaahat mein khoye hain

Bahar mausam sardi ka
Kyoon garmi hai andar
Hai, jungle hai aadhi raat hai
Lagne laga hai darr
Duniya ko bhool jaon
Kuch aisi baat karr

Darne waali kya baat hai
Jab saath mein hai dilbar
Aaja meri baahon mein
Sojaa rakh ke sarr…

Tujhe pagal main kar doon

Kar de

Aagosh mein bhar loon

Bhar le

Hai, seeney se lag jaaon

Lag jaa

Ho, ye lo sanam, aa gayi

O, aankh to khuli hai
Lekin tum sou gayee ho
Jaanta hoon main
Tum deewani ho gayee ho
Aankh to khuli hai

Lekin tum sou gayee ho
Jaanta hoon main
Tum deewani ho gayee ho

Hum dono aaj akele
Koi bhi na ghar par
Hai, jungle hai aadhi raat hai
Lagne laga hai darr
Duniya ko bhool jaon
Kuch aisi baat karr

Darne waali kya baat hai
Jab saath mein hai dilbar
Aaja meri baahon mein
Sojaa rakh ke sarr

Hai, jungle hai aadhi raat hai
Lagne laga hai darr
Duniya ko bhool jaon
Kuch aisi baat karr

Darne waali kya baat hai
Jab saath mein hai dilbar
Aaja meri baahon mein
Sojaa rakh ke sarr

Jungle hai aadhi raat hai…

Jungle Hai Aadhi Raat Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download