Is Ka Matlab Kya Hai Lyrics - Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

Is Ka Matlab Kya Hai lyrics, the song is sung by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) from Sanam (1951). Is Ka Matlab Kya Hai Playful soundtrack was composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish with lyrics written by Qamar Jalalabadi.

Ye mujhe kya huaa
Is ka matlab kya hai
Kuchh samajh mein nahin aataa

bharatlyrics.com

Honthon pe kisi kaa naam
Kisi ko ankhiyaan karen salaam
Ke is ka kya matlab hai
Ke is ka kya matlab hai

Jawaani chhed rahi hai geet
Jawaani chhed rahi hai geet
Kisi se huyi aapko preet
Kisi se huyi aapko preet
Ke is ka ye matlab hai
Ke is ka ye matlab hai
Ke is ka ye matlab hai

Sharam se chehraa huaa gulaabi
Meri aankhen huyin sharaabi
Ke is ka kya matlab hai
Ke is ka kya matlab hai

Kisi ne chhedaa dil kaa taar
Kisi ne chhedaa dil kaa taar
Chhanaachhan bajne lagi sitaar
Chhanaachhan bajne lagi sitaar
Ke is ka ye matlab hai
Ke is ka ye matlab hai
Ke is ka ye matlab hai

Neend na aaye saari raat
Chahe dil mulaaqaat
Chahe dil mulaaqaat
Chahe dil mulaaqaat mulaaqaat
Ke is ka kya matlab hai
Ke is ka kya matlab hai

Kisi ko dil ne kiya manzoor
Kisi ko dil ne kiya manzoor
Rahaa na jaaye piyaa se door
Rahaa na jaaye piyaa se door
Ke is ka ye matlab hai
Ke is ka ye matlab hai
Ke is ka ye matlab hai.

Is Ka Matlab Kya Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download