Kaam Karo Bhai Kaam Karo Lyrics - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya), Vinod

Kaam Karo Bhai Kaam Karo lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya), Vinod from Jeet (1949). Kaam Karo Bhai Kaam Karo Playful soundtrack was composed by Shyam Babu Pathak with lyrics written by Prem Dhawan.

bharatlyrics.com

Kaam karo bhai kaam karo
Tum jag mein apna naam karo
Kaam karo bhai kaam karo
Tum jag mein apna naam karo

Aao apna jeewan
Badlen badal rahaa sansaar
Aao apna jeewan
Badlen badal rahaa sansaar
Na koyi bekaar rahe
Aur na koyi laachaar
Na koyi bekaar rahe
Aur na koyi laachaar

Kaam karo bhai kaam karo
Tum jag mein apna naam karo
Kaam karo bhai kaam karo
Tum jag mein apna naam karo

Kaam hai apni shakti
Bhaiyaa kaam hai apni bhakti
Kaam hai apni shakti
Bhaiyaa kaam hai apni bhakti
Iske bal pe apni bigdi
Kismat hai ban sakti
Iske bal pe apni bigdi
Kismat hai ban sakti

Kaam karo bhai kaam karo
Tum jag mein apna naam karo
Kaam karo bhai kaam karo
Tum jag mein apna naam karo

Reet puraani chhodo chhodo
Jhoothe bandhan todo
Reet puraani chhodo chhodo
Jhoothe bandhan todo
Naye samay se naye
Jagat se apna naataa jodo
Naye samay se naye
Jagat se apna naataa jodo

Kaam karo bhai kaam karo
Tum jag mein apna naam karo
Kaam karo bhai kaam karo
Tum jag mein apna naam karo

Aao ek ho jaayen hum
Aapas ke bhed mitaayen
Aao ek ho jaayen hum
Aapas ke bhed mitaayen
Gair nahin hai koyi ghar
Ghar ye sandesh sunaayen
Aao ek ho jaayen hum
Aapas ke bhed mitaayen

Kaam karo bhai kaam karo
Tum jag mein apna naam karo
Kaam karo bhai kaam karo
Tum jag mein apna naam karo.

Kaam Karo Bhai Kaam Karo Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download