Kaam Kisi Ke Koi Lyrics - Asha Bhosle, Gautam Roy

Kaam Kisi Ke Koi lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Gautam Roy from Khule-Aam (1992). Kaam Kisi Ke Koi Happy soundtrack was composed by Rahul Dev Burman with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Kaam kisi ke koi aye na
Koi dube to koi bachaye na
Kaam kisi ke koi aye na
Koi dube to koi bachaye na
Kaam kisi ke koi aye na
Koi dube to koi bachaye na
Dubne walo ko bachate hain log
Bachane ko dub jate hain log
Kaam kisi ke koi aye na
Koi dube to koi bachaye na
Dubne walo ko bachate hai log
Bachane ko dub jate hai log

bharatlyrics.com

Zindagi mein kante hi kante bhare
Zindagi se koi na itna dare
Zindagi mein kante hi kante bhare
Zindagi se koi na itna dare
Zindagi ko kanta samajh na hain bhul
Zindagi hai phool are zindagi hai phool
Koi girte ko uthaye na
Raah bhule huye ko dikhaye na
Dubne walo ko bachate hai log
Bachane ko dub jate hai log

Nafrat hi karta hai sara jahan
Sara jahan tumne dekha kaha
Nafrat hi karta hai sara jahan
Sara jahan tumne dekha kaha
Nafrat mein jeevan nahin mere yaar
Zindagi hai pyar are zindagi hain pyar
Maare to koi chhudaye na
Dur se hi dekhe paas aaye na
Dubne walo ko bachate hai log
Bachane ko dub jate hai log

Duniya mein aansoo hi aansoo bhare
Koi dukho se na itna dare
Duniya mein aansoo hi aansoo bhare
Koi dukho se na itna dare
Rona ro hain kamjoro ka kaam
Jeevan to hasne hasane ka naam
Koi kisi ka kaam bataye na
Koi hume seene se lagaye na
Dubne walo ko bachate hain log
Bachane ko dub jate hain log
Ha kaam kisi ke koi aye na
Koi dube to koi bachaye na
Dubne walo ko bachate hain log
Bachane ko dub jate hain log.

Kaam Kisi Ke Koi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download