Kab Tak Chhupega Lyrics - Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Kab Tak Chhupega lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Nirmaan (1974). The music of Kab Tak Chhupega Romantic track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.

Kab tak chhupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara
Maja to jab hai dekhe jamana
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chhupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara
Maja to jab hai dekhe jamana
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chhupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara

Tumme kya hai tumhe bhi nahi malum
Pahlu rakhte tumhare ang kitne
Ban chaman ki ruto mein bhi na hoga
Har ada me chhupe hai rang jitne
Kyu na ujagar ho ye bahara
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chhupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara

bharatlyrics.com

Muskurake uthao jara palke
Julf chehre pe udne do chahe
Aisi taswir khechu ke duniya
Tumko dekhe mujhko sarahe
Saare jahan ko kar de deewana
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chhupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara
Maja to jab hai dekhe jamana
Rup tumhara pyar hamara
Kab tak chhupega aye jane jana
Rup tumhara pyar hamara.

Kab Tak Chhupega Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download