Kabhi Gairon Ke Sahare Jiya Lyrics - Avtar Singh

Kabhi Gairon Ke Sahare Jiya lyrics, the song is sung by Avtar Singh from Husn -E- Ghazal (2001). The music of Kabhi Gairon Ke Sahare Jiya Ghazal track is composed by Avtar Singh while the lyrics are penned by Avtar Singh.

Kabhi gairon ke sahare
Jiya nahi jaata
Kabhi gairon ke sahare
Jiya nahi jaata
Humsafar pe bhi
Bharosa kiya nahi jaata
Humsafar pe bhi
Bharosa kiya nahi jaata
Kabhi gairon ke sahare
Jiya nahi jaata

Aise jeene se to marna
Hi laakh behtar hain
Aise jeene se to marna
Hi laakh behtar hain
Aise jeene se to marna
Hi laakh behtar hain
Lekin apna kafan to
Khud siya nahi jaata
Lekin apna kafan to
Khud siya nahi jaata
Humsafar pe bhi
Bharosa kiya nahi jaata
Humsafar pe bhi
Bharosa kiya nahi jaata
Kabhi gairon ke sahare
Jiya nahi jaata

Zakhm nastar ka seeya
Jaata hain bhar jaata hain
Zakhm nastar ka seeya
Jaata hain bhar jaata hain
Zakhm nastar ka seeya
Jaata hain bhar jaata hain
Jubaan ka zakhm umra
Bhar seeya nahi jaata
Jubaan ka zakhm umra
Bhar seeya nahi jaata
Humsafar pe bhi
Bharosa kiya nahi jaata
Humsafar pe bhi
Bharosa kiya nahi jaata
Kabhi gairon ke sahare
Jiya nahi jaata

bharatlyrics.com

Zeher peene ko kaho
Mushkurake pee le magar
Zeher peene ko kaho
Mushkurake pee le magar
Zeher peene ko kaho
Mushkurake pee le magar
Lahoon gareeb ka humse
Peeya nahi jaata
Lahoon gareeb ka humse
Peeya nahi jaata
Humsafar pe bhi
Bharosa kiya nahi jaata
Humsafar pe bhi
Bharosa kiya nahi jaata
Kabhi gairon ke
Sahare jiya nahi jaata
Humsafar pe bhi
Bharosa kiya nahi jaata
Kabhi gairon ke sahare
Jiya nahi jaata.

Kabhi Gairon Ke Sahare Jiya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download