Kabhi Kaha Na Kisi Se Lyrics - Munni Begum

Kabhi Kaha Na Kisi Se lyrics, the song is sung by Munni Begum from Awargi Mein Had Se Vol 2 (2013). Kabhi Kaha Na Kisi Se Ghazal soundtrack was composed by Munni Begum with lyrics written by .

Kabhi kaha na kisi se
Tere fasaane ko
Kabhi kaha na kisi se
Tere fasaane ko
Na jaane kaise khabar
Ho gayi zamane ko
Na jaane kaise khabar
Ho gayi zamane ko
Kabhi kaha na kisi se

Duaan bahaar ki maangi
To itane phool khile
Duaan bahaar ki maangi
To itane phool khile
Kahin jagaah na mili
Mere aashiyane ko
Kahin jagaah na mili
Mere aashiyane ko
Kabhi kaha na kisi se
Tere fasaane ko
Kabhi kaha na kisi se

bharatlyrics.com

Suna hai gair ki mehfil
Mein tum na jaaoge
Suna hai gair ki mehfil
Mein tum na jaaoge
Kaho toh aaj sajha
Loon gareebkhane ko
Kaho toh aaj sajha
Loon gareebkhane ko
Kabhi kaha na kisi se
Tere fasaane ko
Kabhi kaha na kisi se

Dagaah ke kabra mein sab
Chal diye duaan na salaam
Dagaah ke kabra mein sab
Chal diye duaan na salaam
Zara si der mein ye kya
Ho gaya zamane ko
Zara si der mein ye kya
Ho gaya zamane ko
Kabhi kaha na kisi se
Tere fasaane ko
Kabhi kaha na kisi se

Kamal zara bhi nahi tum
Ko khofe rushwaai
Kamal zara bhi nahi tum
Ko khofe rushwaai
Chale ho chandani shab
Mein tumhe manane ko
Chale ho chandani shab
Mein tumhe manane ko
Kabhi kaha na kisi se
Tere fasaane ko
Na jaane kaise khabar
Ho gayi zamane ko
Kabhi kaha na kisi se.

Kabhi Kaha Na Kisi Se Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download