Kabhi Main Filmo Mein Aata Lyrics - Kumar Sanu

Kabhi Main Filmo Mein Aata lyrics, the song is sung by Kumar Sanu from Anmol (1993). The music of Kabhi Main Filmo Mein Aata Playful track is composed by Raamlaxman (Vijay Patil) while the lyrics are penned by Raamlaxman (Vijay Patil).

Kabhi main filmo
Mein aata rahta
Kabhi main tv par
Bhi najar aata
Kabhi main mahfi
Par bhi chha jata
Ke main hu kaun
Kabhi main filmo
Mein aata rahta
Kabhi main tv par
Bhi najar aata
Kabhi main mahfi
Par bhi chha jata
Ke main hu kaun

Mera juta hai japani
Ye patlun english tani
Sar pe lal topi rusi
Fir bhi dil hai hindustani
Mai jhuth nahi bolta ji
Main us desh ka wasi hu
Jis desh mein ganga bahti hai ji

bharatlyrics.com

Ho duniya ke is rangmanch par
Lahko kalakar aate rahe
Unme se hi hum ek hai
Apni kala pesh karte rahe
Kabhi main rota
Duniya hasti hai
Kabhi main hasta
Duniya roti hai
Kabhi main gata
Kabhi duniya gati hai
Bolo mani hu kaun
Kabhi main filmo
Mein aata rahta
Kabhi main tv par
Bhi najar aata
Kabhi main mahfi
Par bhi chha jata
Ke main hu kaun

Apun ka naam jony
Jony ka dusra nam karant
Hindi mein jhatka
Marathi mein fatka
Apun ki aawaz jung
Ka elan karti hai
Apun ki maujudi maut
Ka paygam lati hai
Kath putli ban
Filmo mein hum
Sabke isharo pe nacha kiye
Rone kaha to rote rahe
Gane kaha to gate rahe
Kabhi main premi
Banke  pyar karu
Kabhi main hero

Bankar war karu
Kabhi main dancer
Banke dance karu
Kabhi main filmo
Mein aata rahta
Kabhi main tv par
Bhi najar aata
Kabhi main mahfi
Par bhi chha jata
Ke main hu kaun.

Kabhi Main Filmo Mein Aata Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download