Kabhi Toh Aasman Se Lyrics - Jagjit Singh

Kabhi Toh Aasman Se lyrics, the song is sung by Jagjit Singh from Tum Toh Nahin Ho (2005). The music of Kabhi Toh Aasman Se Ghazal track is composed by Jagjit Singh while the lyrics are penned by .

Kabhi toh aasmaan se
Chaand utare jaam ho jaaye
Kabhi toh aasmaan se
Chaand utare jaam ho jaaye
Tumhare naam ki ek
Khoobsurat shaam ho jaaye
Tumhare naam ki ek
Khoobsurat shaam ho jaaye
Kabhi toh aasmaan se
Chaand utare jaam ho jaaye

Woh mera naam sun kar
Kuchh zara sharma se jaate hai
Woh mera naam sun kar
Kuchh zara sharma se jaate hai
Bahut mumkin hai kal
Iska mohabbat naam ho jaaye
Bahut mumkin hai ka
iska mohabbat naam ho jaaye

bharatlyrics.com

Zara sa muskurakar haal
Poochho dil behal jaaye
Zara sa muskurakar haal
Poochho dil behal jaaye
Hamara kaam ho jaaye
Tumhara naam ho jaaye
Hamara kaam ho jaaye
Tumhara naam ho jaaye
Kabhi toh aasmaan se
Chaand utare jaam ho jaaye

Ujale apani yaadon ke
Hamare saath rehne do
Ujale apani yaadon ke
Hamare saath rehne do
Na jaane kis gali mein
Zindagi ki shaam ho jaaye
Na jaane kis gali mein
Zindagi ki shaam ho jaaye
Kabhi toh aasmaan se
Chaand utare jaam ho jaaye
Tumhare naam ki ek
Khoobsurat shaam ho jaaye
Tumhare naam ki ek
Khoobsurat shaam ho jaaye
Shaam ho jaaye
Shaam ho jaaye.

Kabhi Toh Aasman Se Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download