Kadam Kadam Par Bichhe Hai Kaante Lyrics - Asha Bhosle

Kadam Kadam Par Bichhe Hai Kaante lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Sabz Baag (1951). The music of Kadam Kadam Par Bichhe Hai Kaante Sad track is composed by Vinod while the lyrics are penned by Aziz Kashmiri.

Kadam kadam par bichhe hai kaante
Kadam kadam par bichhe hai kaante
Idhr chale ya udhr chale
Haye idhr chale ya udhr chale
Bata de mujhko mere mukadar
Bata de mujhko mere mukadar
Kaha chale aur kidhr chale
Idhr chale ya udhr chale

bharatlyrics.com

Uzad gaya hai chaman hama
Uzad gaya hai chaman hama
Nahi jahan mein koi sahara
Nahi jahan mein koi sahara, koi sahara
Diya hai apno ne bhi kinara
Kaha chale aur kidhr chale
Idhr chale ya udhr chale

Wafa ke badle mein kyo jafa ki
Wafa ke badle mein kyo jafa ki
Saja mili hai ye kis khata ki
Saja mili hai ye kis khata ki
Ye kis khata ki
Sitam hai kismat ne bhi daga ki
Kaha chale aur kidhr chale
Idhr chale ya udhr chale
Kadam kadam par bichhe hai kaante
Idhr chale ya udhr chale.

Kadam Kadam Par Bichhe Hai Kaante Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download