Kafir Nazar Takrai lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Aadhi Raat Ke Baad (1965). Kafir Nazar Takrai Dance, Masti soundtrack was composed by Chitragupta Shrivastava with lyrics written by Anand Bakshi.
Kaafir nazar takraayi
Dil ki huyi ruswaayi
Huyi aankhon ki khataa
Par dil ne sazaa paayi
Kaafir nazar takraayi
Dil ki huyi ruswaayi
Huyi aankhon ki khataa
Pare dil ne sazaa paayi
Kaafir nazar takraayi
bharatlyrics.com
Na wahshat na junoon thaa
Ye pehle to nah yoon thaa
Na wahshat na junoon thaa
Ye pahle to na yoon taa
Hamaare dil ka aalam
Bada hi pur sukoon thaa
Ghazab ho gayaa
Chilman tumne sarkaayi
Kaafir nazar takraayi
Dil ki huyi ruswaayi
Huyi aankhon ki khataa
Par dil ne sazaa paayi
Kaafir nazar takraayi
Duhaayi hai khudaayaa
Ye achhaa naam paayaa
Duhaayi hai khudaayaa
Ye achhaa naam paayaa
Ke logon ne hamaara
Taarruf yoon karaayaa
Udhar dekhiye
Wo baithe hain saudaayi
Kaafir nazar takraayi
Dil ki huyi ruswaayi
Huyi aankhon ki khataa
Par dil ne sazaa paayi
Kaafir nazar takraayi
Ye charchaa aam hogaa
Sawere shaam hogaa
Ye charchaa aam hogaa
Sawere shaam hogaa
Zamaane ke labon par
Hamaara naam hogaa
Lagi dhoondhne
Ham ghar se nikal jaayen
Kaafir nazar takraayi
Dil ki huyi ruswaayi
Huyi aankhon ki khataa
Par dil ne sazaa paayi
Kaafir nazar takraayi
Dil ki huyi ruswaayi
Huyi aankhon ki khataa
Par dil ne sazaa paayi
Kaafir nazar takraayi.