Kaha Chale Ho Ji Pyar Me Lyrics - Shamshad Begum

Kaha Chale Ho Ji Pyar Me lyrics, the song is sung by Shamshad Begum from Mohini (1957). Kaha Chale Ho Ji Pyar Me Romantic soundtrack was composed by Datta Naik with lyrics written by Raja Mehdi Ali Khan.

Kaha chale ji kaha
Chale ho ji pyar me diwana kar
Ke mai to neem tale aa gai
Bahana kar ke
Mai to neem tale aa gai
Bahana kar ke
Kaha chale ji kaha
Chale ho ji pyar me diwana kar
Ke mai to neem tale aa gai
Bahana kar ke
Mai to neem tale aa gai
Bahana kar ke kaha chale ji

bharatlyrics.com

Mujh chod ke jate ho ji bade
Ho baiwafa
Mujh chod ke jate ho ji bade
Ho baiwafa
Gale dal bahe roungi ho
Jaungi khafa
Gale dal bahe roungi ho
Jaungi khafa ho jaungi khafa
Na satao mujh na satao mujh
Ishq me diwana kar ke
Mai to neem tale aa gai
Bahana kar ke
Kaha chale ji kaha
Chale ho ji pyar me diwana kar
Ke mai to neem tale aa gai
Bahana kar ke kaha chale ji

Meri bat meri jhuki jhuki
Ankho ne kahi
Meri bat meri jhuki jhuki
Ankho ne kahi
Tumhe pyar kar ke haye mai
Kahi ki na rahi
Tumhe pyar kar ke haye mai
Kahi ki na rahi kahi ki na rahi
Tumhe kya mila ji tumhe kya mila ji
Shamma ko parwana kar ke
Mai to neem tale aa gai
Bahana kar ke
Kaha chale ji kaha
Chale ho ji pyar me diwana kar
Ke mai to neem tale aa gai
Bahana kar ke kaha chale ji

Mere hotho ki musakan piya
Tere liye hai
Mere hotho ki musakan piya
Tere liye hai
Mera dil meri jan piya
Tere liye hai
Mera dil meri jan piya
Tere liye hai piya
Tere liye hai chin liya mlujh
Chin liya mujh duniya se begana
Kar ke
Mai to neem tale aa gai
Bahana kar ke
Kaha chale ji kaha
Chale ho ji pyar me diwana kar
Ke mai to neem tale aa gai
Bahana kar ke kaha chale ji.

Kaha Chale Ho Ji Pyar Me Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *