Kahan Se Layi Ho Lyrics - Asha Bhosle, Mahendra Kapoor

Kahan Se Layi Ho lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mahendra Kapoor from Dil Aur Mohabbat (1968). Kahan Se Layi Ho Romantic soundtrack was composed by Omkar Prasad Nayyar with lyrics written by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari).

Kaha se layi ho janeman ye
Kitabi chehra gulabi aankhe
Kaha se layi ho janeman ye
Kitabi chehra gulabi aankhe
Kabhi bhi jinka nasha na utre
Yahi to hai wo sarabi aankhe

Kaha se layi ho janeman ye
Kitabi chehra gulabi aankhe
Kabhi bhi jinka nasha na utre
Yahi to hai wo sarabi aankhe
Kaha se layi ho janeman

Yahi wo aankhe hai jinke moti
Chamak rahe hai samundro me
Yahi ho chehra hai pujte hai
Yahi ho chehra hai pujte hai
Jise pujari bhi mandiro me
Chaman me karti hai roj sabnam
Kali kali se tumhari bate
Kabhi bhi jinka nasha na utre
Yahi to hai wo sarabi aankhe
Kaha se layi ho janeman

Najar ye kahti hai tumse milkar
Kabhi na tumse najar hatau
Tumhari surat hi samne ho
Tumhari surat hi samne ho
Tumhi ko bas dekhta hi jau
Yuhi gujaru mai jindagi ke
Tamam din or tamam rate
Kabhi bhi jinka nasha na utre
Yahi to hai wo sarabi aankhe

bharatlyrics.com

Kaha se layi ho janeman ye
Kitabi chehra gulabi aankhe
Kabhi bhi jinka nasha na utre
Yahi to hai wo sarabi aankhe
Kaha se layi ho janeman.

Kahan Se Layi Ho Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download