Kahan Se Ye Sholon Ka Lyrics - Lata Mangeshkar

Kahan Se Ye Sholon Ka lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Inspector (1956). Kahan Se Ye Sholon Ka Sad soundtrack was composed by Hemanta Kumar Mukhopadhyay with lyrics written by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari).

Kahan se ye sholon
Ka toofan aaya
Ki jisne mere pyaar
Ka ghar jalaya
Itna mujhe bata de
O bewafa zamane
Itna mujhe bata de
O bewafa zamane
Poore kabhi na honge
Kya pyar ke afsaane
Itna mujhe bata de
O bewafa zamane
Itna mujhe bata de

bharatlyrics.com

Chamkenge haay kab
Tak yun bijaliya chaman par
Hote rahenge yun hi
Barbaad pyaar ke ghar
Kab tak jala karenge
Ulfat ke aasmaan
Itna mujhe bata de
O bewafa zamane
Poore kabhi na honge
Kya pyar ke afsaane
Itna mujhe bata de
O bewafa zamane
Itna mujhe bata de

Koi nahi sungega
Kya bebaso ke naale
Rote raheng yun hi
Kya pyaar karne wale
Dhundhegi badnaseebi
Kya kya naye bahane
Itna mujhe bata de
O bewafa zamane
Poore kabhi na honge
Kya pyar ke afsaane
Itna mujhe bata de
O bewafa zamane
Itna mujhe bata de.

Kahan Se Ye Sholon Ka Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Kahan Se Ye Sholon Ka is from the Inspector (1956).

The song Kahan Se Ye Sholon Ka was sung by Lata Mangeshkar.

The music for Kahan Se Ye Sholon Ka was composed by Hemanta Kumar Mukhopadhyay.

The lyrics for Kahan Se Ye Sholon Ka were written by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari).

The music director for Kahan Se Ye Sholon Ka is Hemanta Kumar Mukhopadhyay.

The song Kahan Se Ye Sholon Ka was released under the Saregama.

The genre of the song Kahan Se Ye Sholon Ka is Sad.