Kahe Baithe Lyrics - Penaz Masani, Salma Agha

Kahe Baithe lyrics, the song is sung by Penaz Masani, Salma Agha from Salma (1985). The music of Kahe Baithe Qawwali track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Hasan Kamal.

Rang hain berang aur
Tar hain pasine se jagi
Kuch to munh se boliye
Munh mein juba hain ya nahin
Kahe baithe ho kahe baithe ho
Kahe baithe ho naina churai ke
Kahe baithe ho naina churai ke
Kahe baithe ho kahe baithe ho
Kahe baithe ho naina churai ke
Kahe baithe ho naina churai ke
Kuch to bolo kuch to bolo
Nazariya milayi ke
Kuch to bolo nazariya
Milayi ke milayi ke
Kahe baithe ho naina churai ke

Ghor aayi ghor jawani
Kya huyi arey kya huyi
Mehfilo ki mamta rani
Kya huyi arey kya huyi
Aap to jadu baya mashur the
Aapki jadu bayani kya huyi
Aa aa aa

Kahe baithe ho kahe baithe ho
Kahe baithe ho naina churai ke
Kahe baithe ho naina churai ke
Kuch to bolo kuch to bolo
Nazariya milayi ke
Kuch to bolo nazariya
Milayi ke milayi ke
Kuch to bolo kuch to bolo
Kuch to bolo kuch to bolo
Kahe baithe ho naina churai ke

Phoolo ko lekar bahro ki
Sawari aa gayi
Log ruko zara ab meri bari
Aa gayi aa aa aa
Var karna var karna
Zara tum bachai ke
Var karna zara tum bachai ke
Bachai ke bachai ke bachai ke

Kahe baithe ho kahe baithe ho
Kahe baithe ho naina churai ke
Kahe baithe ho naina churai ke
Kuch to bolo kuch to bolo
Nazariya milayi ke
Kuch to bolo nazariya
Milayi ke milayi ke
Kahe baithe ho kahe baithe ho
Kahe baithe ho naina churai ke

Meri khamoshi nahin
Ikarar thi ikarar thi
Dil ki dhadkan thi
Mager besaj thi besaj thi
Sukara tha meri nazaro se koi
Dundhti us ko meri awaz thi
Kar diya kar diya
Kar diya usne jadu sa aayi ke
Aayi ke aayi ke

Kahe baithe ho kahe baithe ho
Kahe baithe ho naina churai ke
Kahe baithe ho naina churai ke
Kuch to bolo kuch to bolo
Nazariya milayi ke
Kuch to bolo nazariya
Milayi ke milayi ke
Kahe baithe ho kahe baithe ho
Kahe baithe ho naina churai ke
Kahe baithe ho naina churai ke
Kahe baithe ho naina churai ke

Meri awaz jhlakata hua paimana hain
Mera nagama mere mahbub ka afsana hain
Mere sero mein mere husan ki ranai hain
Mere nazaro mein mere ishq ki gharai hain
Meri har taal mein jadu ka asar hota hain
Meri har rag mein bas jane jigar hota hain
Mere geeto mein geeto mein
Geeto mein ha ha

bharatlyrics.com

Mere geeto mein bolta hain ishq
Mere sanso mein jagta hain ishq
Ishq hi ji hain aur ishq hio jaa hain
Meri duniya ka ishq iman hain
Ishq muhsa hain ishq esa hain
Ishq myiyam ka paak jaliya hain
Ishq hain krihsan ishq ratha hain
Ishq hain ram ishq sita hain
Ba khuda hain mera to khuda hain
Tum bhi dekho tum bhi dekho
Zara dil gavayi ke
Tum bhi dekho zara dil gavayi ke
Prem bandhan mein
Dil ko bandhai ke bandhai ke
Kahe baithe ho kahe baithe ho
Kahe baithe ho naina churai ke.

Kahe Baithe Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download