Kahin Na Kahin Kisi Na Kisi Se Lyrics - Mohammed Rafi

Kahin Na Kahin Kisi Na Kisi Se lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Kashmir Ki Kali (1964). The music of Kahin Na Kahin Kisi Na Kisi Se Happy track is composed by Omkar Prasad Nayyar while the lyrics are penned by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari).

Kisi na kisi se kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega
Kisi na kisi se kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega

Ek se ek hasin chere hain
Kis kis ko mein dekhun
Kisko inmein apna samjhun
Samjhun mein apne lelu

Koi rangili chail chabili
Koi rangili rasili chail chabili
Aaj meri zindagi mein aake rahegi

Kisi na kisi se kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega
O kisi na kisi se kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega

Dhund raha hun mein woh
Duniya pyaar jise kehte hain
Dhund raha hun mein woh
Duniya pyaar jise kehte hain

Kaun woh kismat wale hain
Jo log waha rehte hain

bharatlyrics.com

Khud ko mere dil
Leke wahin chal
Khud ko mere dil meri
Dil leke wahin chal
Aaye jahan haath
Koi reshmi aanchal

Kisi na kisi se kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega
Kisi na kisi se kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega

Aise nazuk woh hon jiska
Shabna mu dhoti hon
Chaand bhi sadke hota ho
Jab raat ko woh soti ho

Aankh sharabi gaal gulabi
Aankh sharabi sharabi gaal gulabi
Pyaar se sawaar de jo zindagi meri

Kisi na kisi se kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega
O kisi na kisi se kabhi na kabhi
Kahin na kahin dil lagana padega.

Kahin Na Kahin Kisi Na Kisi Se Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download