Kal To Sunday Ki Chhuti Lyrics - Rekha (Bhanurekha Ganesan), Shailendra Singh

Kal To Sunday Ki Chhuti lyrics, the song is sung by Rekha (Bhanurekha Ganesan), Shailendra Singh from Agar Tum Na Hote (1983). The music of Kal To Sunday Ki Chhuti Romantic track is composed by Rahul Dev Burman while the lyrics are penned by Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta).

Kal to sunday ki chutti hai phir kis baat ko rona hai
Hummmm kya kaha tumne
Kal to sunday ki chutti hai phir kis baat ko rona hai
Aaj raat bhar humko pagli jag jag ke sona hai
Har pal sunday samjo bas ishi baat ka rona hai
Subah muje jaldi uthana hai isley jaldi sona hai

Mane to socha tha meri haan mein haan millaaogi
Sunke meri baat meri jaan fully nahin samaogi
Mane to socha tha meri haan mein haan millaaogi
Sunke meri baat meri jaan fully nahin samaogi
Vah ri kismat bhari jawani mein yeh sitam bhi hona hai
Rekhasubah muje jaldi uthana hai isley jaldi sojaao baba

Kabhi kabhi acha lagta hai meethe khawab aayen
Khawab tabhi aayenge pagle jab hum jadi so jayen
Kabhi kabhi acha lagta hai meethe khawab aayen
Khawab tabhi aayenge pagle jab hum jadi so jayen
Dhire dhire pyar ke dhage mein har khawab pirona hai
Are aaj raat bhar humko pagli jag jag ke sona hai

bharatlyrics.com

Chand raat ka yeh kehana hai ek baar to pyar se mil
Lakh na chahoon phir bhi teri baaton mein aajaye dil
Chand raat ka yeh kehana hai ek baar to pyar se mil
Lakh na chahoon phir bhi teri baaton mein aajaye dil
Jane teri batoon mein kya aisa jadu tona hai
Aaj raat bhar humko pagli jag jag ke sona hai
Kal to sunday ki chutti hai phir kis baat ko rona hai.

Kal To Sunday Ki Chhuti Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download