Kalkatte Ki Kalavati Main Lyrics - Usha Mangeshkar

Kalkatte Ki Kalavati Main lyrics, the song is sung by Usha Mangeshkar from Aage Ki Soch (1988). Kalkatte Ki Kalavati Main Dance soundtrack was composed by Raamlaxman (Vijay Patil) with lyrics written by Bal Kishan Puri.

Suno kalkatte ki kalawati
Main ha kalkatte ki kalawati main
Sabko nachau ungali pe,
Har koi mujhpe fida hai lekin
Main hu fida ek jangali pe
Kalkatte ki kalawati main

bharatlyrics.com

Aaj hai mere husan ka
Charcha galiyo mein chobaro mein
Roz hai mera photo chhapta
Dunyia ke akhbaro mein
Phir bhi koi jhank raha hai,
Phir bhi koi jhank raha hai
Mujhko apni kamali se
Kalkatte ki kalawati main,
Sabko nachau ungali pe
Kalkatte ki kalawati main

Meri nathaniya utar na payi,
Sach kahti hoon jhut nahi
Kori chunariya muft na pakdo,
Machi hui koi lut nahi
Bach rahi hoon bachi rahungi,
Bach rahi hoon bachi rahungi
Choro ki is mandli se
Kalkatte ki kalawati main,
Sabko nachau ungali pe
Kalkatte ki kalawati main

Kahat kabira ho ho o…
Kahat kabira kalawati se
Dil ka lagana khel nahi
Isliye to rahi kuwari hua
Kisi se mel nahi
Or kisi se darr nahi lagta
Ha or kisi se darr nahi lagta
Darti hoon main chumli se
Kalkatte ki kalawati main,
Sabko nachau ungali pe
Har koi mujhpe fida hai lekin
Main hoon fida ek jangali pe
Kalkatte ki kalawati main.

Kalkatte Ki Kalavati Main Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download