Kamaal Ho Gaya Lyrics - Asha Bhosle

Kamaal Ho Gaya lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Thanedaar (1990). The music of Kamaal Ho Gaya Masti track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Sameer.

Dekhne mein to chhote hain yeh,
Par karein bada kamaal
Are saath saal walon ki umariya
Banaadein solah saal kya?
Laddu yeh laddu mere bhang wale
Dono jahaan se judaa rang wale, haaye
Kamaal ho gaya, khaake laddu
Yeh daddu kamaal ho gaya
Aaj saare shahar mein dhamaal ho gaya
Laddu yeh laddu mere bhang wale
Dono jahaan se judaa rang wale
Kamaal ho gaya
Khaake laddu yeh daddu kamaal ho gaya
Aaj saare shahar mein dhamaal ho gaya

bharatlyrics.com

Laddu pe mere hai duniya deewani
Khaake inhe laut aaye jawaani
Laddu pe mere hai duniya deewani
Khaake inhe laut aaye jawaani
Saari umar jhoome jo inko khaale
Dil phir sambhalta nahin hai sambhaale
Nihaal ho gaya
Inhe khaake zamana nihaal ho gaya
Aaj saare shahar mein dhamaal ho gaya
Laddu yeh laddu mere bhang wale
Dono jahaan se judaa rang wale
Kamaal ho gaya
Khaake laddu yeh daddu kamaal ho gaya
Aaj saare shahar mein dhamaal ho gaya

Laddu mein hai bhole shankar ki booti
Booti ki masti hai babu anokhi
Laddu mein hai bhole shankar ki booti
Booti ki masti hai babu anokhi
Khaake inhe apni kismat jagaale
Ho na bharosa abhi aazmaale
Kamaal ho gaya
Jo havaldaar tha kotvaal ho gaya
Aaj saare shahar mein dhamaal ho gaya
Laddu yeh laddu mere bhang wale
Dono jahaan se judaa rang wale, haye haye
Kamaal ho gaya
Khaake laddu yeh daddu kamaal ho gaya
Aaj saare shahar mein dhamaal ho gaya.

Kamaal Ho Gaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Kamaal Ho Gaya is from the Thanedaar (1990).

The song Kamaal Ho Gaya was sung by Asha Bhosle.

The music for Kamaal Ho Gaya was composed by Bappi Lahiri.

The lyrics for Kamaal Ho Gaya were written by Sameer.

The music director for Kamaal Ho Gaya is Bappi Lahiri.

The song Kamaal Ho Gaya was released under the T-Series.

The genre of the song Kamaal Ho Gaya is Masti.