Kaun Aaya Lyrics - Jagjit Singh

Kaun Aaya lyrics, the song is sung by Jagjit Singh from Dukhi (2007). The music of Kaun Aaya Ghazal track is composed by Jagjit Singh while the lyrics are penned by .

Kaun aaya raste aaina khana ho gaye
Kaun aaya raste aaina khana ho gaye
Raat roshan ho gayi din bhi suhaane ho gaye
Kaun aaya raaste aaina khana ho gaye

Ye bhi mumkin hai ke usne mujhko pehchana na ho
Ye bhi mumkin hai ke usne mujhko pehchana na ho
Ab use dekhe huye kitne jamaane ho gaye
Kaun aaya raaste aaina khana ho gaye

bharatlyrics.com

Jaao un kamro ke aaine uthakar phenk do
Jaao un kamro ke aaine uthakar phenk do
Wae agar ye keh rahen ho hum purane ho gaye
Kaun aaya raaste aaina khana ho gaye

Meri palko par ye aansu pyar ki tauhi hai
Meri palko par ye aansu pyar ki tauhi hai
Unki aankho se gire moti ke dane ho gaye
Kaun aaya raaste aaina khana ho gaye.

Kaun Aaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download