Kaun Is Raah Se Guzarta Hain Lyrics - Penaz Masani

Kaun Is Raah Se Guzarta Hain lyrics, the song is sung by Penaz Masani from Tu Hi Mera Dil Tu Hi Meri Jaan (1988). Kaun Is Raah Se Guzarta Hain Ghazal soundtrack was composed by Omkar Prasad Nayyar with lyrics written by Nasir Kazmi.

Rang bhari kai andheri raato mein
Jaame subahe wadan watan mein aa
Phool jhad ne ki shaam aa pohchi
Na bahaare chaman chaman mein aa

Kaun is raah se guzarta hain
Kaun is raah se guzarta hain
Dil yunhi intazaar karta hain
Kaun is raah se guzarta hain
Kaun is raah se guzarta hain

Dekh kar bhi na dekhane waale
Dekh kar bhi na dekhane waale
Dil tujhe dekh dekh darta hain
Dil tujhe dekh dekh darta hain
Kaun is raah se guzarta hain
Kaun is raah se guzarta hain

Dhyaan ki seedio pe pichhale paher
Dhyaan ki seedio pe pichhale paher
Koi chhup kar se kaan bharta hain
Koi chhup kar se kaan bharta hain
Kaun is raah se guzarta hain
Kaun is raah se guzarta hain

bharatlyrics.com

Dil kabhi tha udaas hain naasir
Dil kabhi tha udaas hain naasir
Sheher kyun chhaye chhaye karta hain
Sheher kyun chhaye chhaye karta hain
Kaun is raah se guzarta hain
Kaun is raah se guzarta hain.

Kaun Is Raah Se Guzarta Hain Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download