Keh Do Koi Taqdeer Lyrics - Asha Bhosle

Keh Do Koi Taqdeer lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Sati Pariksha (1957). The music of Keh Do Koi Taqdeer Philosophical track is composed by Sanmukh Babu while the lyrics are penned by Nazmi Kanpuri.

Keh do koi taqdir se
Dhokhe mein na aaye
Taqdir se sab bigade
Hoye kaam banaye
Keh do koi taqdir ke
Dhokhe mein na aaye
Hoo..

Taqdir bina kuch nahi
Banti hai banaye taqdir
Se likhe to bhala kon mitaye
Keh do koi taqdir ke
Dhokhe mein na aaye

Aaaaa.
Taqdir se dipak se hai
Ghar ghar mein ujala
Taqdir se dipak se hai
Ghar ghar mein ujala
Taqdir na hoti to yeh
Jag hota andhera

Taqdir hi taqdir ke
Dhoke se bachaye
Taqdir hi sab bigade
Hoye kaam banaye
Keh do koi taqdir ke
Dhokhe mein na aaye

Hoohooooo
Keh do koi taqdir ke
Dhokhe mein na aayi
Taqdir se sab bigade
Hoye kaam banaye
Keh do koi taqdir ke
Dhokhe mein na aaye

Aaaa
Sab kuch ho mukadar ke
Bina kuch nahi milta
Sab kuch ho mukadar ke
Bina kuch nahi milta
Taqdir na raazi ho
To patta nahi hilta
Kismat hi jo nahi saath
Hai to apne bhi paraye
Taqdir ke likhe ko
Bhala kon mitaye

Keh do koi taqdir ke
Dhokhe mein na aayi ohoooo
Taqdir bina kuch nahi
Bante hi banaye
Taqdir ke likhe ko
Bhala kon mitaye
Keh do koi taqdir ke
Dhokhe mein na aaye

bharatlyrics.com

Aaa
Doshman ko gale se
Laga leti hai taqdir
Doshman ko gale se
Laga leti hai taqdir
Taqdir se jo ruthe
To maana leti hai taqdir
Jab koi na de sath to
Yeh dhir bandhaye
Taqdir se sab bigade
Hoye kaam banaye
Keh do koi taqdir ke
Dhokhe mein na aaye
Hoohooooo

Keh do koi taqdir ke
Dhokhe mein na aayi
Taqdir hi sab bigade
Hoye kaam banaye
Keh do koi taqdir ke
Dhokhe mein na aaye.

Keh Do Koi Taqdeer Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download