Khubsoorat Hai Ankhen Teri Lyrics - Talat Aziz

Khubsoorat Hai Ankhen Teri lyrics, the song is sung by Talat Aziz from Irshaad (2000). The music of Khubsoorat Hai Ankhen Teri Ghazal track is composed by Jagjit Singh while the lyrics are penned by .

Chand chehra hichab aankhen hai
Chand chehra hichab aankhen hai
Kitani woh laajab aankhen hai
Har daavat ki hasin lekin
Jaan leva janaab aankhen hai

Khubsoorat hai ankhen teri
Raat ko jagna chhod de
Khubsoorat hai ankhen teri
Raat ko jagna chhod de
Khudb khud nind aa jayengi
Khudb khud nind aa jayengi
Tu mujhe sochana chhod de
Khubsoorat hai ankhen teri
Khubsoorat hai ankhen teri
Raat ko jagna chhod de

Teri aankhon se kaliya khili
Tere aanchal se badal ude
Teri aankhon se
Teri aankhon se kaliya khili
Tere aanchal se badal ude
Dekhle jo
Dekhle jo teri chaal ko
Dekhle jo teri chaal ko
Mor bhi naach na chhod de
Dekhle jo teri chaal ko
Mor bhi naach na chhod de
Khudb khud nind aa jayengi
Khudb khud nind aa jayengi
Tu mujhe sochana chhod de
Khubsoorat hai ankhen teri
Raat ko jagna chhod de

Bekhudi is kadar ki hai kya
Bekhudi is kadar ki hai kya
Kuch kaya apni aankho mein rakhana
Bekhudi bekhudi bekhudi
Bekhudi is kadar ki hai kya
Kuch kaya apni aankho mein rakhana
Ho na jaye kahin ab khata
Ho na jaye kahin ab khata
Is tarah dekhna chhod de
Ho na jaye kahin ab khata
Is tarah dekhna chhod de
Khudb khud nind aa jayengi
Khudb khud nind aa jayengi
Tu mujhe sochana chhod de
Khubsoorat hai ankhen teri
Raat ko jagna chhod de

bharatlyrics.com

Teri aankho se chhalaki huyee
Jo ek baar pee le agar
Teri aankho se teri aankho se
Teri aankho se
Teri aankho se chhalaki huyee
Jo ek baar pee le agar
Phir woh maikhan
Phir woh maikhan aisa piya
Phir woh maikhan aisa piya
Jaam hi mangana chhod de
Phir woh maikhan aisa piya
Jaam hi mangana chhod de
Khudb khud nind aa jayengi
Khudb khud nind aa jayengi
Tu mujhe sochana chhod de
Khubsoorat hai ankhen teri
Khubsoorat hai ankhen teri
Raat ko jagna chhod de.

Khubsoorat Hai Ankhen Teri Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download