Khwab Mein Aakar Lyrics - Dinesh Arjuna

Khwab Mein Aakar lyrics, the song is sung by Dinesh Arjuna from Shukriya (2013). Khwab Mein Aakar Ghazal soundtrack was composed by Dinesh Arjuna with lyrics written by Nayyar Jaunpuri.

Khwab mein aakar
Jaga gaya pardesi woh
Khwab mein aakar
Jaga gaya pardesi woh
Daastan pyaar ki
Suna gaya pardesi woh
Daastan pyaar ki
Suna gaya pardesi woh
Khwab mein aakar
Jaga gaya pardesi woh

Aankh khuli to
Mehkayi thi tanhaai
Door kahin pe ghoonj
Rahi thi sehnaai
Aankh khuli to
Mehkayi thi tanhaai
Door kahin pe ghoonj
Rahi thi sehnaai
Haste haste rula
Gaya pardesi woh
Haste haste rula
Gaya pardesi woh
Khwab mein aakar
Jaga gaya pardesi woh

Pyaar bhare lehaje
Mein usse baat huyi
Bin mausam bhi aagan
Mein barsat huyi
Pyaar bhare lehaje
Mein usse baat huyi
Bin mausam bhi aagan
Mein barsat huyi
Aasa ke deepak jhala
Gaya pardesi woh
Aasa ke deepak jhala
Gaya pardesi woh
Khwab mein aakar
Jaga gaya pardesi woh

bharatlyrics.com

Khushiyon ki baarish
Hoya ghum ke aansu
Pal bhar na hone
Do dil ye bekaabu
Khushiyon ki baarish
Hoya ghum ke aansu
Pal bhar na hone
Do dil ye bekaabu
Jeena aisa sikha
Gaya pardesi woh
Jeena aisa sikha
Gaya pardesi woh
Khwab mein aakar
Jaga gaya pardesi woh.

Khwab Mein Aakar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download