Kaisi Deewangi Lyrics - Dinesh Arjuna

Kaisi Deewangi lyrics, the song is sung by Dinesh Arjuna from Shukriya (2013). Kaisi Deewangi Ghazal soundtrack was composed by Dinesh Arjuna with lyrics written by Nayyar Jaunpuri.

Wo nikalkar khayalo
Se jaa na sake
Wo nikalkar khayalo
Se jaa na sake
Kaisi deewangi
Chhupa na sake
Kaisi deewangi
Chhupa na sake
Kaisi deewangi
Chhupa na sake
Wo nikalkar khayalo
Se jaa na sake

Unko dekha to bas
Dekhta reh gaya
Unko dekha to bas
Dekhta reh gaya
Unko dekha to bas
Dekhta reh gaya
Unko dekha to bas
Dekhta reh gaya
Ek mukamalla
Ghazal suna na sake
Ek mukamalla
Ghazal suna na sake
Kaisi deewangi hain
Chhupa na sake
Wo nikalkar khayalo
Se jaa na sake

Wo kahin baar
Aaye mere saamne
Wo kahin baar
Aaye mere saamne
Wo kahin baar
Aaye mere saamne
Wo kahin baar
Aaye mere saamne
Phir bhi nazdeek
Unko bula na sake
Phir bhi nazdeek
Unko bula na sake
Kaisi deewangi hain
Chhupa na sake
Wo nikalkar khayalo
Se jaa na sake

bharatlyrics.com

Chahato ka safar
Yun hi hota raha
Chahato ka safar
Yun hi hota raha
Chahato ka safar
Yun hi hota raha
Chahato ka safar
Yun hi hota raha
Silsile ishq ke hum
Bhula na sake
Silsile ishq ke hum
Bhula na sake
Kaisi deewangi hain
Chhupa na sake
Wo nikalkar khayalo
Se jaa na sake.

Kaisi Deewangi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download