Kisi Din Uth Gaya Lyrics - Lata Mangeshkar

Kisi Din Uth Gaya lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Jyoti Bane Jwala (1980). The music of Kisi Din Uth Gaya Mujra track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Are ja kisi din kisi din
Kisi din uth gaya jo mera hath
Balam aisa marungi
Kisi din uth gaya jo mera hath
Balam aisa marungi
Kabhi dekha jo sautan ke sath
Kabhi dekha jo sautan ke sath
Balam aisa marungi
Kisi din uth gaya jo mera hath
Balam aisa marungi

Tune dekhi prem najariya
Tune dekhi prem najariya
Ab gussa bhi dekh sawariya
Main to girungi ban ke bijuriya
Main to girungi ban ke bijuriya
Jara hone to de
Jara hone to de j
Ara hone to de barsat
Balam aisa marungi
Kisi din uth gaya jo mera hath
Balam aisa marungi

bharatlyrics.com

Der se aana jaldi jana
Der se aana jaldi jana
Roz banana ek bahana
Kal dekhungi aaj tamana
Kal dekhungi aaj tamana
Kal bhi jo hui
Kal bhi jo hui
Kal bhi jo hui yahi baat
Balam aisa marungi
Kisi din uth gaya jo mera hath
Balam aisa marungi
Kabhi dekha jo sautan ke sath
Kabhi dekha jo sautan ke sath
Balam aisa marungi
Kisi din uth gaya jo mera hath
Balam aisa marungi.

Kisi Din Uth Gaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download