Kisi Ke Saath Gaya Lyrics - Ahmed Hussain, Mohammed Hussain

Kisi Ke Saath Gaya lyrics, the song is sung by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain from Ai Saba (2011). The music of Kisi Ke Saath Gaya Ghazal track is composed by Ahmed Hussain, Mohammed Hussain while the lyrics are penned by .

Kisi ke saath gaya muddate guzaar aaya
Kisi ke saath gaya muddate guzaar aaya
Bade dino mein kahin jaake phir karaar aaya
Bade dino mein kahin jaake phir karaar aaya
Kisi ke saath gaya muddate guzaar aaya

Nahi hain khwaab ye sach hain na aitbaar aaya
Nahi hain khwaab ye sach hain na aitbaar aaya
Ye kyaa huaa ke unhein aur mujh pe pyaar aaya
Ye kyaa huaa ke unhein aur mujh pe pyaar aaya
Bade dino mein kahin jaake phir karaar aaya
Kisi ke saath gaya muddate guzaar aaya

Gaya thaa aankhon mein umeed ki kiran lekar
Gaya thaa aankhon mein umeed ki kiran lekar
Main usi ke sheher se lota to ashq bahar aaya
Main usi ke sheher se lota to ashq bahar aaya
Bade dino mein kahin jaake phir karaar aaya
Kisi ke saath gaya muddate guzaar aaya

bharatlyrics.com

Faraaz koho ka rasta bhi thaa kara lekin
Faraaz koho ka rasta bhi thaa kara lekin
Kaya kaamp uthi rooh jab utar aaya
Kaya kaamp uthi rooh jab utar aaya
Bade dino mein kahin jaake phir karaar aaya
Kisi ke saath gaya muddate guzaar aaya.

Kisi Ke Saath Gaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download