Kisi Ki Aankh Ke Aansoo Hai Lyrics - Lata Mangeshkar

Kisi Ki Aankh Ke Aansoo Hai lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Aaghosh (1953). Kisi Ki Aankh Ke Aansoo Hai Sad soundtrack was composed by Roshanlal Nagrath (Roshan) with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Kisi ki aankh ke aansoo hain,
Sitaare na kaho
Nazar ka dhoka hai tum
Inko nazaare na kaho
Kisi ki aankh ke aansoo hain,
Sitaare na kaho
Nazar ka dhoka hai
Tum inko nazaare na kaho

bharatlyrics.com

Ye murawwat hain jo milte hain,
Muhabbat to nahin
Ye murawwat hain jo milte hain,
Muhabbat to nahin
Wo kisi aur ke hain,
Unko hamaare na kaho
Nazar ka dhoka hai,
Tum inko nazaare na kaho
Kisi ki aankh ke aansoo hain,
Sitaare na kaho
Nazar ka dhoka hai tum
Inko nazaare na kaho

Lagi jo thes hi maujon ki
To ye toot pade
Lagi jo thes hi maujon ki
To ye toot pade
Thame thame se ye toofaan hai,
Kinaare na kaho
Nazar kaa dhokaa hai,
Tum inko nazaare na kaho
Kisi ki aankh ke aansoo hain,
Sitaare na kaho
Nazar ka dhoka hai tum
Inko nazaare na kaho.

Kisi Ki Aankh Ke Aansoo Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download