Kismat Humko Zulm Lyrics - Lata Mangeshkar

Kismat Humko Zulm lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Subah Ka Tara (1954). Kismat Humko Zulm Sad soundtrack was composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) with lyrics written by Noor Lakhnavi.

Khushi achchhi hai hume
Aur na malaal achchha hai
Humko jis haal me rakkhe
Wahi haal achchha hai

Kismat ne humko
Zulm uthana sikha diya
Kismat ne humko
Zulm uthana sikha diya

Dard e jigar ko dil me
Chhupana sikha diya
Dard e jigar ko dil me
Chhupana sikha diya
Kismat ne humko
Zulm uthana sikha diya

Ab to musibato se
Bhi raahat si ho gayi
Kuchh itani khaai
Thokare aadat si ho gai

Dar dar ki humko
Thokare khana sikha diya
Dar dar ki humko
Thokare khana sikha diya
Kismat ne humko
Zulm uthana sikha diya

Dil me jo chise utthe to
Aahe na bhar sake
Dil me jo chise utthe to
Aahe na bhar sake

bharatlyrics.com

Duniya ke tir khate
Rahe uf na kar sake
Apne lahu se pyaas
Bujhana sikha diya
Apne lahu se pyaas
Bujhana sikha diya

Kismat ne humko
Zulm uthana sikha diya
Kismat ne humko
Zulm uthana sikha diya.

Kismat Humko Zulm Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download