Kahun Kaase Main Lyrics - Lata Mangeshkar

Kahun Kaase Main lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Subah Ka Tara (1954). Kahun Kaase Main Happy soundtrack was composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) with lyrics written by Noor Lakhnavi.

Kahun kaase main
Kahun kaase main
Man ki baat jiyarva haale dole ho

Kahun kaase main
Man ki baat jiyarva haale dole ho
Tadap sine me dil par haath
Jiyarva haale dole ho

bharatlyrics.com

Khushi bhi ho rahi hai
Aankh bhi sharmayi jaati hai
Khushi bhi ho rahi hai
Aankh bhi sharmayi jaati hai

Kahe kaise koi ye dil ki
Lagi nahi batalaayi jaati hai
Kahe kaise koi ye dil ki
Lagi nahi batalaayi jaati hai
Ye nahi batalaayi jaati hai

Meri tamanna hai mere
Saath jiyarva haale dole ho
Kahun kaase main
Kahun kaase main
Man ki baat jiyarva haale dole ho

Basati hai naino ki galiyaan
Hai ab jivan me rangraliyaan
Basati hai naino ki galiyaan
Hai ab jivan me rangraliyaan

Jhum jhum jhum ke aayi bahaare
Kaisi khili hai ye kaliyaan
Jhum jhum jhum ke aayi bahaare
Kaisi khili hai ye kaliyaan
Hai ab jeevan me rangraliyaan

Din sunehare suhaani hai
Raat jiyarva haale dole ho
Kahun kaase main
Kahun kaase main
Man ki baat jiyarva haale dole ho.

Kahun Kaase Main Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download