Kisne Diya Hai Hamko Sahara Lyrics - Nirmala Devi

Kisne Diya Hai Hamko Sahara lyrics, the song is sung by Nirmala Devi from Piya Milan (1945). The music of Kisne Diya Hai Hamko Sahara Playful track is composed by Feroz Nizami while the lyrics are penned by .

Kisne diya hai hamko sahara
Kisne diya hai hamko sahara
Hone laga hai kaun hamara
Kisne diya hai hamko sahara

bharatlyrics.com

Kisne hai rote nain hasaye
Kisne hai rote nain hasaye
Kisne hai badla
Kisne hai badla mera sitara
Hone laga hai kaun hamara
Kisne diya hai hamko sahara

Koi is jag mein mera nahi hai
Koi is jag mein mera nahi hai
Babul nahi hai mata nahi hai
Babul nahi hai mata nahi hai
Vyakul man aur dukhiya naina
Vyakul man aur dukhiya naina
Mujhse ab ye puchh rahe hai
Mujhse ab ye puchh rahe hai

Kis daur ki preetan jyot
Kis daur ki preetan jyot
Hua hai ye ujiyaar
Hone laga hai kaun hamara
Kisne diya hai hamko sahara
Jeevan bel chhayi suhani
Hotho pe ek nayi kahani.

Kisne Diya Hai Hamko Sahara Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Kisne Diya Hai Hamko Sahara is from the Piya Milan (1945).

The song Kisne Diya Hai Hamko Sahara was sung by Nirmala Devi.

The music for Kisne Diya Hai Hamko Sahara was composed by Feroz Nizami.

The music director for Kisne Diya Hai Hamko Sahara is Feroz Nizami.

The song Kisne Diya Hai Hamko Sahara was released under the Columbia Records.

The genre of the song Kisne Diya Hai Hamko Sahara is Playful.