LYRICS OF KITNA CHAHE: The song "Kitna Chahe" is sung by Jass Manak and Asees Kaur from Yashpal Sharma, Avtar Gill, Rupinder Rupi, Karan Sandhwalia and Harsimran Oberoi starrer Punjabi film Lover, directed by Dilsher Singh and Khushpal Singh. KITNA CHAHE is a Love song, composed by Jass Manak, with lyrics written by Jass Manak.
Kitna Chahe Song Lyrics
Na dil ki suni na aankhon ki
Na koyi zaroorat lakhon ki
Jis din se dekha maine tujhko
Main tera ho gaya
Tera mera yeh kaisa naata hai
Tujhe milne ko dil yeh chahta hai
Tere bina sama rukk jaata hai
Tera nasha ho gaya
Tu hi bata
bharatlyrics.com
kitna chahe
Tumhein kitna chahe
Ab aur bata aur bata
Keh na paaye
Tumhein keh na paaye
Tujhko bhi pata ko bhi pata
Tujhko hi dekhun main
Tujhko hi sochun main
Kaisi lage dillagi
Dillagi
Tujhko hi maangu main
Meri duaon mein
Door na jaana kabhi
Tu mera pyar hai na
Baat meri maan le
Dil ke tu paas reh mere
Chahe meri jaan le
Doori dil jarr na paaye
Ha jarr na paaye
Aise kar na khata
Kar na khata
Kitna chahe
Tumhein kitna chahe
Ab aur bata aur bata
Keh na paaye
Tumhein keh na paaye
Tujhko bhi pata ko bhi pata.