Koi Halchal Na Sada Hai Mujh Mein Lyrics - Khushboo Khanum

Koi Halchal Na Sada Hai Mujh Mein lyrics, the song is sung by Khushboo Khanum from Khushboo Ki Khushboo Se (2009). Koi Halchal Na Sada Hai Mujh Mein Ghazal soundtrack was composed by Khushboo Khanum with lyrics written by Mumtaz Rashid.

Koi halchal
Koi halchal na sada hai mujh mein
Jaane kyaa tut gaya hain mujh mein
Koi halchal na sada hai mujh mein

Aashra de ke mera dard na chhin
Aashra de ke mera dard na chhin
Ek yahin rang
Ek yahin rang bacha hain mujh mein
Ek yahin rang
Ek yahin rang bacha hain mujh mein
Jaane kyaa tut gaya hain mujh mein
Koi halchal na sada hai mujh mein

Waqt ke saath badal jaata hoon
Waqt ke saath badal jaata hoon
Zindagi teri
Zindagi teri adda hain mujh mein
Zindagi teri
Zindagi teri adda hain mujh mein
Jaane kyaa tut gaya hain mujh mein
Koi halchal na sada hai mujh mein

bharatlyrics.com

Koan mitti ka kharidaar yahan
Koan mitti ka kharidaar yahan
Usne kyaa dekha
Usne kyaa dekha liya hain mujh mein
Usne kyaa dekha
Usne kyaa dekha liya hain mujh mein
Jaane kyaa tut gaya hain mujh mein
Koi halchal na sada hai mujh mein.

Koi Halchal Na Sada Hai Mujh Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download