Koi Matwala Aaya Lyrics - Lata Mangeshkar

Koi Matwala Aaya lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Love In Tokyo (1966). The music of Koi Matwala Aaya Dance track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Koi matvala aaya mere dware
Koi matvala aaya mere dware
Ankhiyo se kar gaya ajab ishare
Ankhiyo se kar gaya ajab ishare
Koi matvala aaya mere dware
Koi matvala aaya mere dware

bharatlyrics.com

Kya mann usake mai kya janu
Chhaliya ko mai kya pehachanu
Jane kyon meraa nam pukare
Jane kyon meraa nam pukare
Koi matvala aaya mere dware
Aknhiyo se kar gaya ajab ishare
Koi matvala aaya mere dware

Jab se gaya hai bhola bachpan
Nena chanchal natkhat hai man
Abb nahi kuchh bhi bas me hamare
Abb nahi kuchh bhi bas me hamare
Koi matvala aaya mere dware
Koi matvala aaya mere dware
Ankhiyo se kar gaya ajab ishare

Koi matvala aaya mere dware
Raat raat bhar nind na aaye
Bin chahe vo yaad aajaye
Kantu ratiya gin gin tare
Kantu ratiya gin gin tare
Koi matvala aaya mere dware
Koi matvala aaya mere dware
Ankhiyo se kar gaya ajab ishare
Ankhiyo se kar gaya ajab ishare
Koi matvala aaya mere dware
Koi matvala aaya mere dware.

Koi Matwala Aaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download