Main Tere Pyaar Ka Lyrics - Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

Main Tere Pyaar Ka lyrics, the song is sung by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from Love In Tokyo (1966). The music of Main Tere Pyaar Ka Romantic track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.

Main tere pyaar ka
Bimaar hun kya araz karun
Main tere pyaar ka
Bimaar hun kya araz karun
Tera ashiq hun gunahgaar
Hun kya arz karun
Main tere pyaar ka
Bimaar hun kya araz karun

Mujhko pahchaan lo
Main hun tera rasiya jogi
Mujhko pahchaan lo
Main hun tera rasiya jogi
Apne jogi pe inaayat
Ki nazar kab hogi
Tera banda hun tera banda hun
Tera banda hun tera banda hun
Khatwaar hun kya arz karun
Main tere pyaar ka
Bimaar hun kya arz karun

bharatlyrics.com

Le ke armaan meri jaan
Main aa pahuncha hun
Le ke armaan meri jaan
Main aa pahuncha hun
Teri khaatir to main japan
Bhi aa pahunchaa hun
Tera mitwaa hun tera mitwaa hun
Tera mitwaa hun tera mitwaa hun
Talabgaar hun kya arz karun
Main tere pyaar ka
Bimaar hun kya arz karun

Bin tere dil mera duba
Hi chalaa jaata hai
Bin tere dil mera duba
Hi chalaa jaata hai
Chaahe badnaam sahi
Tera to kahlaata hai
Main to ruswaa main to ruswaa
Main to ruswaa main to ruswaa
Sare bazaar hun kya arz karun
Main tere pyaar ka
Bimaar hun kya arz karun
Tera ashiq hun gunahgaar
Hun kya arz karun
Main tere pyaar ka
Bimaar hun kya arz karun.

Main Tere Pyaar Ka Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *