Kupit Ho Gaye Shani Bhagwan Lyrics

Kupit Ho Gaye Shani Bhagwan lyrics, the song is sung by from Sankatmochan Mahabali Hanuman (2015). Kupit Ho Gaye Shani Bhagwan Bhajan soundtrack was composed by with lyrics written by .

bharatlyrics.com

Yeh gatha maha bali hanumat ki
Rach kar leela ram bhagat ki
Jai jai raghu nandan ram
Jai jai maha bali hanuma

Karte vinay guru se hanuman
Vachan taat ke bante bndhan
Sury dev jag antayami
Hai sarvgya jagat hit kami
Putra shishya ke madhya mein
Aaye
Apni mahima kaise ghatye
Maha shishy ki chinta harte
Diye vachan se mukt hai karte

Yeh gatha maha bali hanumat ki
Rach kar leela ram bhagat ki
Jai jai raghu nandan ram
Jai jai maha bali hanuma

Yeh gatha maha bali hanumat ki
Rach kar leela ram bhagat ki
Jai jai raghu nandan ram
Jai jai maha bali hanuma

Kupit ho gaye shani bhagwan
Wapas lenge diye vardaan
Hanumat aur sumeru ka naash
Chandra ki raksha vachan vinaash
Kathin krurta bhara karam yah
Maha vigahti sahni ka nishchay
Chakit devta chintit mata
Honi mein kya likha vidhata

Yeh gatha maha bali hanumat ki
Rach kar leela ram bhagat ki
Jai jai raghu nandan ram
Jai jai maha bali hanuman.

Kupit Ho Gaye Shani Bhagwan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download