Kya Tarif Karu Iski Ye Lyrics - Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar

Kya Tarif Karu Iski Ye lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar from Paap Ko Jalaa Kar Raakh Kar Doonga (1988). Kya Tarif Karu Iski Ye Romantic soundtrack was composed by Bappi Lahiri with lyrics written by .

Kya tarif karu iski ye kaisi hain
Kya tarif karu iski ye kaisi hain
Jaisi tujhe chahiye thi waisi hain
Jaisi tujhe chahiye thi waisi hain
Teri garhlakhmi mahalakshmi jaisi hain
Teri garhlakhmi mahalakshmi jaisi hain
Jaisi tujhe chahiye thi waisi hain
Jaisi tujhe chahiye thi waisi hain

bharatlyrics.com

Bade hi jatan se tarashi huyi
Bade hi jatan se tarashi huyi
Ajanta ki murat hain teri bahu
Ye main hi nahi ye kahe ye sabhi
Bahut khubsoorat hain teri bahu
Bahut khubsoorat hain teri bahu
Dekh ke jisko nazar lage ye aisi hain
Kya tarif karu iski ye kaisi hain
Jaisi tujhe chahiye thi waisi hain
Jaisi tujhe chahiye thi waisi hain
Teri garhlakhmi mahalakshmi jaisi hain
Teri meri pasand na aisi waisi hain
Jaisi tujhe chahiye thi waisi hain

Mili aaj mujhko jo anmol khushiya
Sahu kis tarah aur sambhalu to kaise
Meri zindagi pe hain adhikar tera
Koi baat teri main talu to kaise
Koi baat teri main talu to kaise
Is duniya mein ek na tere jaisa hain
Kya tarif karu teri tu kaisa hain
Jaisa mere khwaeb mein tha waisa hain
Jaisa mujhe chahiye tha waisa hain

Hum ek dusre ke dilo jan hain
Hum ek dusre ke dilo jan hain
Ke sang sang rahenge jidhar jayenge
Khyalo mein khwabo mein bhi hum kabhi
Agar door honge to mar jayenge
Agar door honge to mar jayenge
Pyar mein teri hal hamara aisa hain
Kya tarif karu teri tu kaisa hain
Jaisa mere khwaeb mein tha waisa hain
Jaisa mujhe chahiye tha waisa hain
Kya tarif karu iski ye kaisi hain
Kya tarif karu iski ye kaisi hain
Jaisi mujhe chahiye thi waisi hain
Jaisa mujhe chahiye tha waisa hain.

Kya Tarif Karu Iski Ye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download