Kya Toota Hai Andar Andar Lyrics - Hariharan

Kya Toota Hai Andar Andar lyrics, the song is sung by Hariharan from Lafzz (2008). Kya Toota Hai Andar Andar Ghazal soundtrack was composed by Hariharan with lyrics written by Farhat Shehzad.

Kya toota hai andar andar
Kyun chehara kumlaya hai
Kya toota hai andar andar
Kyun chehara kumlaya hai
Kya toota hai andar andar
Kyun chehara kumlaya hai
Tanha tanha rone wale
Kaun tumhe yaad aaya hai
Kya toota hai andar andar
Kyun chehara kumlaya hai
Tanha tanha rone wale
Kaun tumhe yaad aaya hai
Kya toota hai andar andar
Kyun chehara kumlaya hai

Chupke chupke sulag rahe the
Yaad mein unki deewane
Chupke chupke sulag rahe the
Yaad mein unki deewane
Ek taare ne toot ke yaaro
Ek taare ne toot ke yaaro
Kya unko smjhaya hai
Kya toota hai andar andar
Kyun chehara kumlaya hai
Tanha tanha rone wale
Tanha tanha rone wale
Kaun tumhe yaad aaya hai
Kya toota hai andar andar
Kyun chehara kumlaya hai

bharatlyrics.com

Rangberangi is mehfil mein
Rangberangi is mehfil mein
Tum kyun itne chup chup ho
Rangberangi is mehfil mein
Tum kyun itne chup chup ho
Bhool bhi jaao pagal logo
Bhool bhi jaao pagal logo
Kya khoya kya paya hai
Kya toota hai andar andar
Kyun chehara kumlaya hai
Tanha tanha rone wale
Tanha tanha rone wale
Kaun tumhe yaad aaya hai
Kya toota hai andar andar
Kyun chehara kumlaya hai

Sher kaha hai khoon hai dil ka
Sher kaha hai khoon hai dil ka
Jo lafzo mein bikhra hai
Sher kaha hai khoon hai dil ka
Jo lafzo mein bikhra hai
Dil ke zakhma jala kar hamne
Dil ke zakhma jala kar hamne
Mehfil ko hamne garmaya hai
Kya toota hai andar andar
Kyun chehara kumlaya hai
Tanha tanha rone wale
Tanha tanha rone wale
Kaun tumhe yaad aaya hai
Kya toota hai andar andar
Kyun chehara kumlaya hai

Ab shehzad yeh jhooth na bolo
Ab shehzad yeh jhooth na bolo
Wo itna bedard nahi
Ab shehzad yeh jhooth na bolo
Wo itna bedard nahi
Apni chahat ko bhi parkho
Apni chahat ko bhi parkho
Gar ilzaam lagaya hai
Kya toota hai andar andar
Kyun chehara kumlaya hai
Tanha tanha rone wale
Tanha tanha rone wale
Kaun tumhe yaad aaya hai
Kya toota hai andar andar
Kyun chehara kumlaya hai.

Kya Toota Hai Andar Andar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download