Lakhon Hain Nigahon Mein lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963). Lakhon Hain Nigahon Mein Playful soundtrack was composed by Omkar Prasad Nayyar with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.
Laakho hai nigaah me
Zindagi ki raah me
Sanam hasin jawaan
Hoton pe gulaab hai
Aankhon me sharaab
Hai lekin woh baat kaha
Laakho hai nigaah me
Zindagi ki raah me
Sanam hasin jawaan
Hoton pe gulaab hai
Aankhon me sharaab
Hai lekin woh baat kaha
Lat hai kisi ki jaadu ka jaal
Rang daale dil pe kisi ka jamaal
Lat hai kisi ki jaadu ka jaal
Rang daale dil pe kisi ka jamaal
Tauba yeh nigaahe
Ke rok thi hai raahe
Tauba yeh nigaahe
Ke rok thi hai raahe
Dekho le le ke tirkaman
Laakho hai nigaah me
Zindagi ki raah me
Sanam hasin jawaan
Hoton pe gulaab hai
Aankhon me sharaab
Hai lekin woh baat kaha
Jaanu naa diwaana me dil
Ka kaun hai khayaalo ki malika
Jaanu naa diwaana me dil
Ka kaun hai khayaalo ki malika
Bhigi bhigi rut ki chavun
Tale man lo kahi woh aan mile
Bhigi bhigi rut ki chavun
Tale man lo kahi woh aan mile
Kaise pahchaanu ke naam nahi jaanu
Kaise pahchaanu ke naam nahi jaanu
Kise dhunde mere armaan
bharatlyrics.com
Laakho hai nigaah me
Zindagi ki raah me
Sanam hasin jawaan
Hoton pe gulaab hai
Aankhon me sharaab hai
Lekin woh baat kaha
Kabhi kabhi woh ik mahjabin
Dolati hai dil ke paas kahi
Kabhi kabhi woh ik mahjabin
Dolati hai dil ke paas kahi
Hai jo yahi baate
Toh hongi mulaakate
Hai jo yahi baate
Toh hongi mulaakate
Kabhi yahan nahi toh wahan
Laakho hai nigaah me
Zindagi ki raah me
Sanam hasin jawaan
Hoton pe gulaab hai
Aankhon me sharaab
Hai lekin woh baat kaha
Lekin woh baat kaha
Lekin woh baat kaha
Lekin woh baat kaha.