Lehron Se Pooch Lo Lyrics - Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Lehron Se Pooch Lo lyrics, the song is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar from Kafila (1952). Lehron Se Pooch Lo Romantic soundtrack was composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish with lyrics written by Brajendra Gaud.

Lehron se poochh lo
Lehron se poochh lo
Ya kinaaron se poochh lo
Ya kinaaron se poochh lo
Phir bhi yaqeen na ho to
Phir bhi yaqeen na ho to
Sitaaron se poochh lo
Lehron se poochh lo
Lehron se poochh lo

bharatlyrics.com

Ulfat ki umangon ka
Chhota sa kaafila
Chhota sa kaafila
Dhadkan ki raah chalke
Is dil se jaa milaa
Is dil se jaa milaa
Phoolon ki jawaani ke
Udhaaron se poochh lo
Phoolon ki jawaani ke
Udhaaron se poochh lo
Sharmaayen agar phool to
Sharmaayen agar phool to
Taaron se poochh lo
Lehron se poochh lo
Lehron se poochh lo
Ya kinaaron se poochh lo
Ya kinaaron se poochh lo
Phir bhi yaqeen na ho to
Phir bhi yaqeen na ho to
Sitaaron se poochh lo
Lehron se poochh lo
Lehron se poochh lo

Hasrat hamaari ek hain
Armaan ek hain
Aji armaan ek hain
Yoon ham juda juda hain
Magar jaan ek hai
Magar jaan ek hai
Gulshan ki bahaaron ke
Nazaaron se poochh lo
Gulshan ki bahaaron ke
Nazaaron se poochh lo
Jhukti hui nazar ke
Jhukti hui nazar ke
Ishaaron se poochh lo

Lehron se poochh lo
Lehron se poochh lo
Ya kinaaron se poochh lo
Ya kinaaron se poochh lo
Phir bhi yaqeen na ho to
Phir bhi yaqeen na ho to
Sitaaron se poochh lo
Lehron se poochhh lo
Lehron se poochh lo.

Lehron Se Pooch Lo Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download