Lene Se Inkar Nahi Lyrics - Mohammed Rafi

Lene Se Inkar Nahi lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Amar Deep (1958). Lene Se Inkar Nahi Playful soundtrack was composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) with lyrics written by Rajendra Krishan.

Lene se inkar nahi aur
Dene ko tayar nahi
Lene se inkar nahi aur
Dene ko tayar nahi
Is duniya me kon hai aisa
Jo paise ka yar nahi
Jo paise ka yar nahi
Lene se inkar nahi or
Dene ko tayar nahi
Is duniya me kon hai aisa
Jo paise ka yar nahi
Jo paise ka yar nahi

bharatlyrics.com

Hai paisa aage aage aur
Duniya piche bhage
Or paisa bada chalawa
Hai sare jag ka bawa
Ek jagah par rukne ko ji
Rukne ko tyyar nahi
Rukne ko tyyar nahi
Is duniya me kon hai aisa
Jo paise ka yar nahi
Jo paise ka yar nahi

Daulat hai bimari par
Lage sabko pyari
Daulat hai bimari par
Lage sabko pyari
Iski khatir kisi se pagdi
Kisi ne biwi bhi hari
Biwi bhi har gaya bechara
Kisi ne biwi bhi hari
Lekin jeet sada paise ki
Kabhi bhi iski har nahi
Kabhi bhi iski har nahi
Is duniya me kon hai aisa
Jo paise ka yar nahi
Jo paise ka yar nahi

Ye mile chalane wala
Yahi chor banane wala
Man yahi hai shan yahi hai
Kare yahi muh kala
Muh bhi to kala hota hai
Kare yahi muh kala
Kalyug me to isse badhkar
Koi bada awtar nahi
Koi bada awtar nahi
Is duniya me kon hai aisa
Jo paise ka yar nahi
Jo paise ka yar nahi.

Lene Se Inkar Nahi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download