Lo Phir Raat Chaandni Aayi Lyrics - Zohrabai Ambalewali

Lo Phir Raat Chaandni Aayi lyrics, the song is sung by Zohrabai Ambalewali from Gaon (1947). The music of Lo Phir Raat Chaandni Aayi Playful track is composed by Khemchand Prakash while the lyrics are penned by Deena Nath Madhok (D. N. Madhok).

Lo phir raat chaandni aayi
Lo phir raat chaandni aayi
Dil mera dewe
Dil mera dewe teri duhaayi o harzaai
Ye rangeeli duniya do din ki
Ye rangeeli duniya do din ki
Lo phir raat chaandni aayi
Dil mera dewe teri duhaayi o harzaai
Ye rangeeli duniya do din ki
Ye rangeeli duniya do din ki

bharatlyrics.com

Mast hawaa se keh do
Balmaa gaye pardes re
Mast hawaa se keh do
Balmaa gaye pardes re ae
Thhumak thhumak nahin aawe
Mere ji pe laage thhes re
Mere ji pe laage thhes re
Nainon mein more laali chhaayi
Lo phir yaad tumhaari aayi o harzaai
Ye rangeeli duniya do din ki
Ye rangeeli duniya do din ki
Lo phir raat chaandni aayi
Dil mera dewe teri duhaayi o harzaai
Ye rangeeli duniya do din ki
Ye rangeeli duniya do din ki

Ik mera dil hai dard basaa ke ae
Ik mera dil hai dard basaa ke
Koyi balam ji ko laaye bulaa ke
Koyi balam ji ko laaye bulaa ke ae
Laaye bulaa ke unse kehdo wo rut aayi
Jis rut mein thhi aankh milaayi o harzaai
Ye rangeeli duniya do din ki
Ye rangeeli duniya do din ki
Lo phir raat chaandni aayi
Dil mera dewe teri duhaayi o harzaai
Ye rangeeli duniya do din ki
Ye rangeeli duniya do din ki.

Lo Phir Raat Chaandni Aayi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download