Lut Gayi Hai Kisi Ki Jawani Lyrics - Lata Mangeshkar, Shiv Dayal Batish

Lut Gayi Hai Kisi Ki Jawani lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Shiv Dayal Batish from Sawan Bhadon (1949). The music of Lut Gayi Hai Kisi Ki Jawani Sad track is composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish while the lyrics are penned by Mulkraj Bhakri.

Padke kapas mein ho gaya
Apno se door hoon
Mera kasur ye hai ke
Main bekasur hoon

bharatlyrics.com

Lut gayi hai kisi ki jawani
Lut gayi hai kisi ki jawani
Duniya ne bana li kahani
Duniya ne bana li kahani

Lut gayi hai kisi ki jawani
Lut gayi hai kisi ki jawani
Duniya ne bana li kahani
Duniya ne bana li kahani

Begunahi hamari gunah ban gayi
Lab pe aake hasi ek aah ban gayi
Chut hamse hamara sahara gaya
Chut hamse hamara sahara gaya
Door aankho se aankho ka tara gaya
Rah gaya dard dil mein nishani
Rah gaya dard dil mein nishani
Duniya ne bana li kahani
Duniya ne bana li kahani

Jalti armano ki meri basti rahi
Duniya hoke khadi door hasti rahi
Humse apno ne bhi munh mod liya
Humse apno ne bhi munh mod liya
Sath chhod diya dil tod diya
Rang layi meri bejubani
Rang layi meri bejubani
Duniya ne bana li kahani
Duniya ne bana li kahani
Lut gayi hai kisi ki jawani
Lut gayi hai kisi ki jawani
Duniya ne bana li kahani.

Lut Gayi Hai Kisi Ki Jawani Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download